Flexing Cash Loan App Review (2025) | Genuine App Ya High Interest Trap ?

Flexing Cash Ek Digital Lending Platform Hai Jise “REICHTUM FINTECH PRIVATE LIMITED” Operate Karte Hai. App Ka Claim Hai Ki Ya User Ko Registered NBFC Ke Through Personal Loan Deta Hai, Completely Paperless, Transparent, And Easy To Apply Experience Ke Saath. Lakin Real Experience Aur User Feedback Kuch Or Bata Raha Hain.
Flexing Cash App – Official Play Store Details
- Loan Amount Range – ₹8,000 – ₹2,00000
- Tenure – 91 Days To 270 Days
- Maximum Interest (APR) – 20% Per Anum
- Processing Fee – 1% +18% GST
- Eligibility – Indian Residents, Between 20 To 60 Years Age.
- NBFC Partner (Claimed) – Dada Dev Finance & Leasing Pvt. Ltd.
- Developer – Reichtum Fintech Pvt. Ltd.
Example (As Per App) –
- Borrow Amount – ₹10,000 180 Din Ke Liye 20% APR
- Interest – ₹986
- Processing Fees – ₹118
- Total Repayment Amount – ₹10,986
- App Claims – Koi Hidden Cost Ya Charges Nahi Hai, Completely Transparency.
Mera Real Experience !
- Flexing Cash App Use Karne Ke Baad Mujhe Pata Chala, Loan Sirf 7 Din Ke Liye Milta Hai.
- Interest Or Processing Fees Milake Total Cost 30-40% Tak Pahunch Jata Hai.
- Jo 7 Din Ke Liye Bahut Jayda Fees Charges Lete Hai. Upar Se 8.58% Over Due Per Day Lagta Hai.
- Itna Jayda Charges Or 7 Din Ka Loan RBI Guidelines Ke Bahar Hai.
- Mere Experience Ke Aadhar Par Ya Baat Hai, Is Loan App Ko Use Karna Nahi Chahiye.
Customer Kaha Se Loan Le ?
- Hamesa RBI Register Bank, NBFC, Loan App Se Loan Lena Ek Sahi Options Hai.
- Konsa Loan App Sahi Hai, Konsa Loan Sahi Nahi Hai, Janna Bahut Jaruri Hai.
- Is Link Per Kuch Trusted Loan Or Similar Service Ka Option Mil Jayega. Link – https://lnk.bio/tarunraazz
- Sab Se Jaruri – Agar App Ke Pass Loan Finance Ka Jayda Knowledge Or Experience Nahi Hai To Ek Achha Financial Advisor Se Salha Jarur Le.
- Sab Se Important Loan Or Similar Products And Services Se Jure Disclaimer Ko Dhan Se Read Karen.


Conclusion
Flexing Cash App Ek High Risk, Short Term Loan App Hai. Jabki App Ka Interface Clean Aur Process Simple Hai. Lakin Loan Duration Short, Interest Processing Fees Bahut High, Aur Recovery Process Bahut Kharab Hai, Customer Ko Bahut Harassment Kiya Jata Hai. Gali Gulaz Karte Hai Agent Team. Agar Loan Lena Hi Hai To Hamesha RBI Registered Or Trusted Options Ko Choose Karein. Is Prakar Ka Loan App Ko RBI Or Government Approval Nahi Dete Hai. Flexing Cash Loan App Ek Fake Loan App Hai.
Note – Main As A Financial Advisor Hawa Main Baat Nahi Karta Hoo, Proof Ke Taur Main Niche 2 Video Milega, Or Jayda Jankari Ke Liye Niche Diya Gaya Video Ko Dhan Se Dekhiye.